किसने खाया भूजा? बीच सड़क मल्लयुद्ध, राजा ने लगाई अदालत
Mantri aur Senapati ne Lucknow ki sadak par udhaar ka bhuja kha liya — paise dene ki baari aayi to beech sadak mallyuddh ho gaya! 😂 Kalingraj ne wahin laga di adaalat: sabse pehle bhuja khane ki lalsa kiske mann mein jaagi? Upar se raja ke naam par bank loan aur iPhone ka raaz bhi khul gaya! 👑💸
Raja Ka Baja (राजा का बाजा) Pichchrapa ki desi street comedy series hai. Kaling Desh ka Raja apne Mantri ke saath Lucknow ke bazaar, station, chauraha aur park mein pahunchta hai, shahi andaaz mein aam logon se milta hai — aur har episode mein hota hai naya hungama.
👑 Raja — Shubham
For more videos like this, subscribe to PICHCHRAPA on YouTube.


