PICHCHRAPA हिंदी Watch on YouTube

शीशे वाले यंत्र से वीडियो क्यों बना रही हो?

Raja Ka Baja20 October 20265:36Open on YouTube

Mahamantri gum ho gaye! Raja Scooty par nikle unhe dhoondhne — raste mein ladkiyan phone se unka video bana rahi thin, aur Raja ne pooch liya: "Yeh sheesha chaalak soochna yantra hai, isse kya kar rahe ho?" 👑😂

Raja Ka Baja (राजा का बाजा) Pichchrapa ki desi street comedy series hai. Kaling Desh ka Raja apne Mantri ke saath Lucknow ke bazaar, station, chauraha aur park mein pahunchta hai, shahi andaaz mein aam logon se milta hai — aur har episode mein hota hai naya hungama.

👑 Raja — Shubham

For more videos like this, subscribe to PICHCHRAPA on YouTube.

Olderअंग्रेजी क्यो बोलने लगे

More episodes of Raja Ka Baja